Jeene lagaa hoon pehley se zyaadaa Pehley se zyaadaa tumpey marney lagaa hun Main, meraa dil aur tum ho yahaan Phir kyoon ho palkein jhukaaye wahaan Tumsaa haseen pehley dekhaa nahin Tum isse pehle they jaane kahaan Jeene lagaa hoon pehle se zyaadaa Pehley se zyaadaa tumpey marney lagaa Rehtey ho aake jo tum paas merey Tham jayein pal ye waheen bas main ye sochoon Sochoon main thum jaayein pal ye Paas merey jab ho tum Chaltee hai saansein pehle se zyaadaa Pehley se zyaadaa dil theherne lagaa Tanhaaiyon mein tujhey dhoondhhe meraa dil Har pal ye tujhko hee soche bhalaa kyoon Tanhaayi mein dhoondhhe tujhey dil Har pal tujhko sochey Milney lagey dil pehley se zyaadaa Pehley se zyaadaa ishq honey lagaa