Mujhko bhi radha bana le nandlal yashoda kee angana mai dungi buhari teri muraliya ko dungi naa gari matki luta dungi makhan kee sari bansi bajaiya... bansi bajaiya o re kanhaiya mujh ko bhi kar de nihal mujhko bhi radha charano me tere lipatke rahungi tera diya har sukh dukh sahungi chhaliye tujhe kabhi kuch naa kahungi jamuna kinare... jamuna kinare rakhungi sajake kaaya kaa kesariya thal mujhko bhi radha