Too kahe agar jiwan bhar, mai git sunata jau mann bin bajata jau, too kahe agar aur aag mai apne dil kee, har dil me lagata jau dukh dard mitata jau, too kahe agar mai sajh hu too saragam hai deti ja sahare mujhko mai rag hu too bina hai jis dam too pukare mujhko awaz me teri har dam awaz milata jau akash pe chhata jau, too kahe agar in bolo me, too hee too hai mai samajhu ya too janey, ho janey iname hai kahani meri,iname hai tere afasane too sajh utha ulfat kaa, mai jhum ke gata jau sapno ko jagata jau, too kahe agar