Tom: E E C#m A B Mmm hmm... [Verse] E Oh Ranjhanaa ve teri saanson pe C#m Thoda sa watan ka bhi haq tha A Na dekh mujhe yun mud mud ke B Tera mera saath yahin tak tha E E Ye teri zameen tere khoon se hi C#m Toh sajti sanwarti hai Ranjhe A Tere ishq ki main haqdaar nahi B Teri Heer toh dharti hai Ranjhe E Haaye... [Chorus] E Teri mitti mein mill jaawan C#m Gul banke main khill jaawan A E Itni si hai dil ki aarzoo E Teri nadiyon mein beh jaawan C#m Teri kheton mein leharawaan A E Itni si hai dil ki aarzoo [Instrumental] E C#m A B Mmm mm... [Verse] E Aye meri zameen afsos nahi C#m Jo tere liye sau dard sahe A Mehfooz rahe teri aan sada B Chaahe jaan meri yeh rahe na rahe E E Aye meri zameen mehboob meri C#m Meri nass nass mein tera ishq bahe A Pheeka na pade kabhi rang tera B Jismon se nikal ke khoon kahe E Haaye... [Chorus] E Teri mitti mein mill jaawan C#m Gul banke main khill jaawan A E Itni si hai dil ki aarzoo E Haaye... E Teri nadiyon mein beh jawaan C#m Teri phaslon mein lehrawaan A E Itni si hai dil ki aarzoo