ik sanwari si ladki baawari si gusse mein patte si kaanpti si jo mera zikr sune bhool se bhi tarqeebon se dil ho dhaanpti si woh ladki mil jaaye toh kehna woh ladki mil jaaye toh kehna dhoop mein palkon ko kass ke woh meechti chalti ho zindagi ke kash kahin kheenchti woh ladki mil jaaye toh kehna haan, woh ladki mil jaaye toh kehna aah thodi thodi aankhein namm baaton mein tha phir bhi dum hansi nahi thi woh aisi jo baat mein yunhi ud jaaye raat mein yunhi ghul jaaye na na na woh ladki mil jaaye toh kehna haan, woh ladki mil jaaye toh kehna aah dhoop mein palkon ko kass ke woh meechti chalti ho zindagi ke kash kahin kheenchti woh ladki mil jaaye toh kehna haan, woh ladki mil jaaye toh kehna aah