Tere bina marz aadha adhoora hai Ek dhundh hai Shaam hai naa savera hai Tanha hoon main Phir bhi tanha nahi Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun Aa jaa na Nigaahon se ilzaam de Adaaon se paigaam de Koi toh mujhe naam de Ishq hai badgumaan Nigaahon se ilzaam de Adaaon se paigaam de Koi toh mujhe naam de Ishq hai badgumaan Tu nadi ka kinaara Gumnaam saa main hoon safeena Tu hai mausam bahaara Sookhi sookhi main heena Jaan meri hai phasi ek mulaaqat mein Kaise main ab jeeyun Aise halaat mein Sar pe gham ka hai jo aasmaan Tere bina marz aadha adhoora hai Ek dhundh hai Shaam hai naa savera hai Tanha hoon main Phir bhi tanha nahi Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun Besabar ho rahi hai ye meri baahein Tu kahaan hai Benazar ho rahi hai yeh nigaahein Tu kahaan Apne dil se mera haq mitaane lage Mere har khwaab ko tum jalane lage Dil mein bharne laga hai dhuaan Tere bina marz aadha adhoora hai Ek dhundh hai Shaam hai naa savera hai Tanha hoon main Phir bhi tanha nahi Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun Aa ja naa Nigahon se ilzaam de Adaaon se paigaam de Koi toh mujhe naam de Ishq hai badgumaan