aa raat bhar aa raat bhar jaayein na ghar, jaayein na ghar hai saath tu, kya hai fikar jaayein na ghar, aa raat bhar jaayein jahaan jahaan jahaan dil kare jaane kahaan kahaan kahaan phir mile iss raat mein beete umar, saari umar aa raat bhar, jaayein na ghar raat mujhe kyun, jaane lage new kehti hai khud ko badal de tu ooh raat mujhe kyun, jaane lage new kehti hai khud ko badal de tu chand ko chakh le, taaron ko pee le aaja na thoda se jee le tu toh chal chalein, gire pade, uthe ude aa tujhko laga doon mere par iss raat mein beete umar, saari umar aa raat bhar, jaayein na ghar aa raat bhar, jaayein na ghar jaayein na ghar, jaayein na ghar aa raat bhar namkeeniyan hain, nazdikiyaan hain rang hi rang hai nazaaron mein hansne lagi hoon, phansne lagi hoon armaan dil mein hazaaron hain toh paar de sabhi hadein gale lage kabhi nahi hone de sehar iss raat mein beete umar, saari umar aa raat bhar, aa raat bhar aa raat bhar, aa raat bhar jaayein na ghar, jaayein na ghar aa raat bhar aa raat bhar aa raat bhar