Woh kehte hain ishq hadd mein karo Jo ishq kya hai na jaanein Yeh dil to anpadh dehaati sa hai Kya kuchh lika hai kya jaane Baahar se dekha jinhone Andar chale kya kya jaanein Hum jal jaayenge raakh bachegi Ishq mein ik na aag bachegi Phir bhi inn seeli aankhon mein Aakhiri lau tak aas bachegi Jal jaayenge raakh bachegi Ishq mein ik na aag bachegi Phir bhi inn seeli aankhon mein Aakhiri lau tak aas bachegi Chup to na hogi mohabbat Dushwariyon se dara ke Ummeed iska lahu hai Hain dard iski khuraakein Jitne zakham aur judenge Utna badhengi yeh shaakhein Woh kaat daalein humeinchahe roz Zidd jad mein hai kya karenge Ek pyar ek jung dono ke dosh EK ghar mein hain kya karenge Ek dil hi khud mein bohat hai Kis kis ki parwah karenge Hum jal jaayenge raakh bachegi Ishq mein ik na aag bachegi Phir bhi inn seeli aankhon mein Aakhiri lau tak aas bachegi Jal jaayenge raakh bachegi Ishq mein ik na aag bachegi Phir bhi inn seeli aankhon mein Aakhiri lau tak aas bachegi