Phir le aaya dil majboor kya kije Raas na aaya rahna door kya kije Dil kah raha Usse makammal kar bhi aao Woh jo adhuri si baat baqi hai Woh jo adhuri si yaad baqi hai Woh jo adhuri si yaad baqi hai Karte hain hum aaj kubul kya kije Ho gai thi jo hamse bhul kya kije Dil kah raha usse mayassar kar bhi aao Woh jo dabi si aas baqi hai Woh jo dabi si anch baqi hai Woh jo dabi si anch baqi hai Woh jo dabi si anch baqi hai Qismat ko hai ye manzoor kya kije Qismat ko hai ye manzoor kya kije Milte rahein hum badastur kya kije Dil kah raha Usse musassal kar bhi aao Woh jo ruki si raah baqi hai Woh jo ruki si chah baqi hai Woh jo ruki si chah baqi hai Woh jo ruki si chah baqi hai