palkein jhuka ke tum paas aaye phir kaise koi naina milaaye dil ki kahaani dil hi chhupaye main yeh na jaanu kyu na jaanu jab bhi main sochun wo teri baatein kyun tham sa jaaye ye saara jahan har pal ye chahun tu paas aaye doori na ho koi darmiyaan main hu tu ho aur na ho koi aa pyaar baant le zara kal ye pal ho nahin Oooh dil ki palkein na jhukana dhadhkanon ko na badhana dil se dil ki baatein hone do raaz koi na rehega saaz koi na bajega gehre pakke nate hone do maan lo tham gaya hawaaon ka jo zor tha jaan lo ruk gaya tufaano mein jo zor tha main hoon tu ho aur na ho koi aa pyaar baant le zara kal ye pal ho nahin aasman ke saare taare dekh ke ye tujhko saare Dekhte hi reh jaatein hain kyun Behti yeh thandi hawayein Tujhko jab yeh chooke jaayen Phir se choone aate hai yeh kyun Har rasta tere raaho pe mudne laga Har vasta tere saanso se judne laga main hoon tu ho aur na ho koi aa pyaar baant le zara kal ye pal ho nahin oooh