Khairiyat pucho kabhi to kaifiyat pucho Tumhare bin deewane ka kya hal hai Dil mera dekho na meri haisiyat pucho Tere bin ek din jaise 100 saal hain Anjam hai te mera Hona tumhe hai mera Jitni bhi ho duriyan filhal hai Yeh duriyan filhal hai Oo Khairiyat pucho kabhi to kaifiyat pucho Tumhare bin deewane ka kya hal hai Dil mera dekho na meri haisiyat pucho Tere bin ek din jaise 100 saal hain Tumhari tasvir ke sahare Mosam kahi gujare Moushmi na samjho Per ishq ko humare Nazro ke samne mein Aata nahi tumhare Magar rehte ho har pal Manzar mein tum hamare Agar ishq se hain mila Fir dard se kya gila Is dard mein zindagi Khushhal hai Yeh duriyan filhal hai Oo Khairiyat pucho kabhi to kaifiyat pucho Tumhare bin deewane ka kya hal hai Dil mera dekho na meri haisiyat pucho Tere bin ek din jaise 100 saal hain Anjam hai te mera hona Tumhe hai mera jitni bhi ho Duriyan filhal hai