mujhko itna bataaye koyi kaise tujh se dil na lagaaye koyi rabba ne tujhko banaane mein kar di hain husn ki khali tijoriyaan kaajal ki siyaahi se likhi hain tu ne jaane kitnon ki love storiyaan kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rain saari teri khair manaaun kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rain saari teri khair manaaun patjhad ke mausam mein bhi rangi chanaaron jaisi jhanke sannaaton mein tu veena ke taaron jaisi sadiyon se bhi lambi ye man ki amaavasein hain aur tu phuljhadiyon waale tyohaaron jaisi chanda bhi deewaana hai tera jalti hain tujhse saari chakoriyaan kaajal ki siyaahi se likhi hain tu ne jaane kitnon ki love storiyaan kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rein saari teri khair manaaun kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rein saari teri khair manaaun kesariya tera ishq hai piya ishq hai piya kesariya tera ishq hai piya ishq hai piya kesariya