Kyun duriyaan hai darmiyaan Badh jaane de nazdikiyaan Har saans mein mehsus kar In Saanson ki madhoshiyaan Tera nasha aise chadhe Tera nasha zidd pe ade Tera nasha aise na jaaye Jhoom jhoom jhoom jhoom ta hoon Tera nasha mujhko huaa Tera nasha hai khwaab sa Tera nasha aise na jaaye Jhoom jhoom jhoom jhoom ta hun main Bas teri aankon se pina hai jina hai Aise hi mujhe Rehna nahi hai ab hosh mein Hosh mein Zulfon ke saaye mein Mujhko chhupa le, hamehsa ke liye Bhar le mujhe tu aagosh mein Tere sivaa jaaun kahaan Tu hi mere dono jahaan Pehlu mein tere khudko paakar Jhoom jhoom jhoom jhoom ta hoon Tera nasha mujhko hua Tera nahsa hai khwaab sa Tera nasha aise na jaaye Jhoom jhoom jhoom jhoomta hun main Khwaabon khyaalon mein Uljhe sawaalon mein Tu hi tu bassi Tu aarzoo hai Tu justju justju Tere ishaaron pe Chalti har rukti hai Saansein ye meri Rehna tu aise hi rubaru Ab to meri aadat hai tu Aadat kya zarurat hai tu Tujhko dil se apne lagaakar Jhoom jhoom jhoom jhoom ta hoon Tera nasha mujhko huaa Tera nasha hai khwaab sa Tera nasha aise na jaaye Jhoom jhoom jhoom ta hun main