le lewa main jind vich ke jeh mera sajan mil jaaye aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib ishq mein tere dil hai musafir bhoola dhadkanein teri khatir hai yeh vaste tere hazir ishq mein tere dil hai musafir neendein bhi le gaye mujhe yoon de gaye bechainiyan aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib dil musafir hai tere ishq mein aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib dil musafir hai tere ishq mein din dhadakne lage hain tujhme saans lene lagi hain raatein kal talaq lafz bhi nahi the aaj hone lagi hain baatein ho din dhadakne lage hain tujhme saans lene lagi hain raatein kal talaq lafz bhi nahi the aaj hone lagi hain baatein meri tu ho gai tabhi to kho gai tanhaaiyan aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib dil musafir hai tere ishq mein aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib dil musafir hai tere ishq mein bin tere yeh jahan ab nahi tu hai jahan rab hai wahin tu hai to hai mayine mere varna koyi mera matlab nahi bin tere yeh jahan ab nahi tu hai jahan rab hai wahin tu hai to hai mayine mere varna koyi mera matlab nahi yaadon mein hai tu hi khwaabon mein hai teri parchhaiyan aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib dil musafir hai tere ishq mein aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib dil musafir hai tere ishq mein aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib dil musafir hai tere ishq mein aaye jaaye dil teri janib aana jana lagta hai waajib dil musafir hai tere ishq mein