uljhi si baatein dil, mujhse bhi baantein toh meher, meher, meherbaniyan meher, meher, meherbaniyan khud hi samajh ke mujhe samjha de toh meher, meher, meherbaniyan meher, meher, meherbaniyan ho meherbani jo dil de zubaani keh de wo jo na kabhi kaha hai aise tera main, jaise mera tu aise tera main, jaise mera tu milte rahe jo aise hi dono lag na jaaye ishq ki nazar aye dil farebi, tham sa gaya kyun aisi waisi baat soch kar bas mein na mere ab ye raha hai tujh pe aake dil ye jo ruka hai aise tera main, jaise mera tu aise tera main, jaise mera tu jaise mera tu aye ooh ee na na yeah mehar mehar meherbani ho fariyad karti phir yaad karti sochti hoon tumko baar baar na chahatein hain, par chaahte kyun tumko yunhi mere aas paas kuch bhi nahi hai kuch phir bhi hai tumse milke dil ko ye laga hai aise tera main, jaise mera tu aise tera main, jaise mera tu jaise mera tu, jaise mera tu jaise mera tu, jaise mera tu jaise mera tu, jaise mera tu hoo hoo, jaise mera tu meher, meher, meherbaniyan jaise mera tu, jaise mera tu