lakh vaari hath chhod de lakh vaari dil yeh tod de chhodke main tujhe na jaaunga kahin haq tujhe hai yeh ishq mein mujhse nazar chahe mod le meri aankhon ko toh yeh haq mila nahi ek tu hi toh hai tere jaisa yahan baaki saara jahan khamakha hai matlab teri yaari se kya lena duniyadari se tu ban meri heer main banu tera raanjhana hai matlab teri yaari se kya lena duniyadari se tu ban meri heer main banu tera raanjhana tera gussa teri mohabbat dono hai mere dil bhi kya hai jaan bhi de doon kehne pe tere tere bina hai sab kuch lekin tu jo mile duniya kya hai rab se bhi main rakhun faansle dhadkano ka safar tere bin ho agar to yeh jeena hai kis kaam ka hai matlab teri yaari se kya lena duniyadari se tu ban meri heer main banu tera raanjhana hai matlab teri yaari se kya lena duniyadari se tu ban meri heer main banu tera raanjhana mere hathon se nikal ke tu lakeeron mein bhi aa jaana yeh zid hai paagal se dil ki ise bas tujhko hai paana ibaadat kar baitha teri khuda bhi tujhko hai maana meharbaan ho jaaye agar tu karunga tera shukrana likh diya hai dhadkano pe lafz bas tere naam ka hai matlab teri yaari se kya lena duniyadari se tu ban meri heer main banu tera raanjhana hai matlab teri yaari se kya lena duniyadari se tu ban meri heer main banu tera raanjhana tu ban meri heer main banu tera raanjhana