Iss qadar, tu mujhe pyaar kar Jise kabhi na main sakun, phir bhula Zindagi, Laayi humein yahan Koi iraada toh raha hoga bhala Ki darkhaast hai yeh Jo aayi raat hai yeh Tu meri baahon mein duniya bhula de Jo ab lamhaat hai yeh Bade hi khaas hai yeh Tu meri baahon mein duniya bhula de Raahon mein mere saath chal tu Thaame mera haath chal tu Waqt jitna bhi ho haasil Sara mere naam kar tu Waqt jitna bhi ho haasil Sara mere naam kar tu Ki armaan hai yeh Guzaarish jaan hai yeh Tu meri baahon mein duniya bhula de Jo ab lamhaat hai yeh (Jo ab lamhaat hai yeh) Bade hi khaas hai yeh (Bade hi khaas hai yeh) Tu meri baahon mein duniya bhula de Lamz jismon pe aise sajaaye Baarishon se bhi woh dhul na paaye Tu meri baahon mein duniya bhula de Ho naksh lamhon pe aise banaaye Muddaton se bhi woh mit na paaye Tu meri baahon mein duniya bhula de Hmm tujhse toh hoon main yun bohat mutassir Par kya karoon main hoon ek musafir Kaisi khushi hai jisme nami hai Jaane tu ye ya jaane na, oh Jo jazbaat hai yeh (Jo jazbaat hai yeh) Bade hi pak hai yeh (Bade hi pak hai yeh) Tu meri baahon mein duniya bhula de Jo ab lamhaat hai yeh (Jo ab lamhaat hai yeh) Bade hi khaas hai yeh (Bade hi khaas hai yeh) Tu meri baahon mein duniya bhula de Meri baahon mein duniya bhula de Bhula de, bhula de, bhula de oh Tu meri baahon mein duniya bhula de Bhula de, bhula de, bhula de Ki darkhaast hai yeh Jo aayi raat hai yeh Tu meri baahon mein duniya bhula de