Aneela

Jo hum chup hain

Aneela


Dil ne na jana 
Chaya kyoun yeh wirana 
Jo hai begana 
Kabhi mere lab ka tha fasana 

Jo hum chup hain 
To yeh aisa nahin 
Ke dil dhadka nahin 
Mere janam 
Yeh ankheen ro padeen 
Jo yeh dekha nahin 
To kuch samjha nahin 
Mere janam 

yeh jo sapne hain 
wo kab apne hain 
khaboon ki tabeer 
mere pairoon ki ban gayi zanjeer 

Jo hum chup hain 
To yeh aisa nahin 
Ke dil dhadka nahin 
Mere janam 
Yeh ankheen ro padeen 
Jo yeh dekha nahin 
To kuch samjha nahin 
Mere janam 

dil ki sada sun le zara 
aye mere Rabba jane dil ka kya hoga 

Jo hum chup hain 
To yeh aisa nahin 
Ke dil dhadka nahin 
Mere janam 
Yeh ankheen ro padeen 
Jo yeh dekha nahin 
To kuch samjha nahin 
Mere janam