Aneela

Hope

Aneela


Leke ankhon main ansoo 
Khali daaman samete 
Sukhe honton peh ik faryad 
Rehm kar Maula 
Na koyi hai sahara 
Jaise tuta ho tara 
Char su hai kali raat 
Rehm kar maula. 

Hope ah dare kyoun wo tera Rab hai 
Hope ah wo jo Rab hai to sab hai 
Hope ahTere sang malik e do jahaan 

Hope ah jo tere dil main imaan hai 
Hope ah jo teri muthi main jahaan hai 
Hope ah Sari mushkilon ka phir dar kya. 

Koyi apna nahin hai 
Khwab banjar zameen hai 
Na manzilon ka hai pata 
Rehm kar Maula 
Kaisi mushkil ghadi hai 
Shamma bujhne lagi hai 
Lut gaya hai qarwaan 
Rehm kar Maula 

Hope ah dare kyoun wo tera Rab hai 
Hope ah wo jo Rab hai to sab hai 
Hope ahTere sang malik e do jahaan 

Hope ah jo tere dil main imaan hai 
Hope ah jo teri muthi main jahaan hai 
Hope ah Sari mushkilon ka phir dar kya. 

Wo jo sab ki sunta hai 
Tere dil ki sun le ga 
Bas man kar dekho 
Hooo wo jo sab ki sunta hai 
Wo na sath chode ga 
Tanha na chode ga 
Bas man kar dekho. 

Hope ah dare kyoun wo tera Rab hai 
Hope ah wo jo Rab hai to sab hai 
Hope ahTere sang malik e do jahaan 

Hope ah jo tere dil main imaan hai 
Hope ah jo teri muthi main jahaan hai 
Hope ah Sari mushkilon ka phir dar kya.