Tu muskura jahan bhi hai tu muskura Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara Sharir se yeh muskurahatein teri Badan mein sunti hoon mein aahatein teri Labon se aake cho de apne lab zara Tu muskura jahan bhi hai tu muskura Sharir se yeh muskurahatein teri Badan mein sunti hoon mein aahatein teri Aisa hota hain khayalon mein aksar Tujh ko sochoon toh mahak jati hoon Meri rooh mein basi hain teri khushboo Tujh ko choo loon to bahek jaati hoon Teri aankhon mein Teri aankhon mein koi to jaadu hain Tu muskura jahan bhi hai tu muskura Tu muskura jahan bhi hai tu muskura (muskura) Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara (choo zara) Sharir se yeh muskurahatein teri Badan mein sunti hoon mein aahatein teri Tez chalti hain hawaaon ki saansein Mujhko baahon mein lapet ke chupale Teri ankhon ki hasin loriyon main Main badan ko bichoon tu sulale Teri aakhon mein Teri aakhon mein koi to NASA hai Tu muskura jahan bhi hai tu muskura Tu muskura jahan bhi hai tu muskura Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara Sharir se yeh muskurahatein teri Badan mein sunti hoon mein aahatein teri