gazab ka hai din socho zara yeh deewanapan dekho zara tum ho akele, hum bhi akele maza aa raha hai kasam se, kasam se gazab ka hai din socho zara yeh deewanapan dekho zara tum ho akele, hum bhi akele maza aa raha hai kasam se, kasam se dekh lo humko kareeb se aaj hum milein hain naseeb se ho dekh lo humko kareeb se aaj hum milein hain naseeb se yeh pal phir kahan aur yeh manzil phir kahan ho gazab ka hai din socho zara yeh deewanapan dekho zara tum ho akele, hum bhi akele maza aa raha hai kasam se, kasam se kya kahoon mera jo haal hai raat din tumhara khayal hai ho kya kahoon mera jo haal hai raat din tumhara khayal hai phir bhi jaan-e-jaan main kahan aur tum kahan gazab ka hai din socho zara yeh deewanapan dekho zara tum ho akele, hum bhi akele maza aa raha hai kasam se, kasam se