mujhse kyon ruthe ho itne kyon ruthe ho, kuchh toh kaho jab naa ho yeh pata, kya huyee hai khata mai kahu bhee toh kya kahu tum hee toh yeh bata, mujhse kyon ruthe ho itne kyon ruthe ho aaha chodo bhee abb yeh bigarna, jhagda naa aur jhagarna aao kare bat pyar kee, achchha nahee hai ladna itne khafa kyon tum ho, itne bhee kyon gumsum ho kuchh toh kaho jab naa ho yeh pata kya huyee hai khata mai kahu bhee toh kya kahu tum hee toh yeh bata, mujhse kyon ruthe ho itne kyon ruthe ho ha ha aisee bhee kya mann manee, itnee toh karo meherbanee pyar sey mujhe dekh lo, mai hu tumharee divani aise toh naa dil todo, jo bhee huwa abb chodo kuchh toh kaho jab naa ho yeh pata kya huyee hai khata mai kahu bhee toh kya kahu tum hee toh yeh bata, mujhse kyon ruthe ho itne kyon ruthe ho ha ha