Alka Yagnik

Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai

Alka Yagnik


Chhota sa mann hai, mann me sanam hai
sanam ek khwab hai, khwab hai bas khwab hai
khwab hai, khwab hai

kya yahee ishk hai, kya yahee ishk hai
ishk ek behta dariya jo kabhee naa thama
ishk ek aisa sapna jo naa hasil huwa
gar ishk hai khuda toh khuda dard deta hai kyun
ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk

chhota sa mann hai, mann me sanam hai
chhota sa mann hai

hmm hmm hmm hmm hmm
aankho me jo sapna tha, lagta kitna apna tha
dil kee nagree me rehta tha, sanso me phulo sa khilta tha
chhota sa mann hai, aa mann me sanam hai
chhota sa mann hai

ishk patta patjhad kaa jo kahee naa tika
ishk aansu aankho kaa jo rukaye naa ruka
gar ishk hai khuda toh khuda, dard deta hai kyun
ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk

chhota sa mann hai, mann me sanam hai
chhota sa mann hai

yeh jindagee kal tere nam thee, khushee kaa paigam thee
aaj naa too hai naa teraa sath hai
teraa chhoda huwa har lamha pas hai
chhota sa mann hai, mann me sanam hai
sanam ek khwab hai, khwab hai bas