raat khwabon mein, bekarari mein hosh mein dilbar ya khumari mein dil mera kehta hai baar-baar aapko pehle bhi kahin dekha hai raat khwabon mein, bekarari mein hosh mein dilbar ya khumari mein dil mera kehta hai baar-baar aapko pehle bhi kahin dekha hai pal do pal ka saath hai kehni kitni baat hai izhar kaise karu main tumse anjan hoon thoda sa haira hoon ikrar kaise karu raho me takrayenge ye socha na tha ham aise mil jayenge ye socha na tha yaar yadon mein, ya khayalo mein in andheron mein, ya ujalon mein dil mera kehta hai baar-baar aapko pehle bhi kahin dekha hai sapanon ki baraat mein, pehli mulakat mein deewana main ban gaya in afsanon ki kasam, sari duniya se sanam begana main ban gaya kya hal hai mera tumse main kaise kahu lekin ye bhi mushkil hai chup kaise rahu rang-e-mehfil mein, yake mele mein bhid mein, janam ya akele mein dil mera kehta hai baar-baar aapko pehle bhi kahin dekha hai raat khwabon mein, bekarari mein hosh mein dilbar ya khumari mein dil mera kehta hai baar-baar aapko pehle bhi kahin dekha hai