tere bachpan kee mai lori tujhe sunati hu aaj bachche ki tarah phir tujhe sulati hu maine jo rotiya tere liye banayi hai woh mere sanj ke ehsas ne kamayi hai hai tere shakl me jo adami kee parchhayi usake hisse kee bhi sab mushakile uthayi hai *a*tujhe ma me chhue bap se milati hu tere bachpan kee mai lori tujhe sunati hu meri ummid mera khwab hai too yeh bachche tujhe tarash rahi hu naa janey mai kabse bas yahi arju sine me liye jinda hu ke kal banega jamane me too juda sabse apani tanhayi me isa khwab se sajati hu tere bachpan kee mai lori tujhe sunati hu aaj bachcheki tarah phir tujhe sulati hu