Alka Yagnik

Gore Gore Gaal Mere

Alka Yagnik

la la la
lai la lai la lai lai lai lai la
la la la
lai la lai la lai lai lai lai la
lala lala lala lala lala lala lala lala ay!
gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
haan, gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai

parda utha, zara parda utha
mehfil mein aaye sab ko maza
parda utha de zara parda utha
jalwa dikha de zara jalwa dikha

gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
meri resham waali chunar
mera boote waala lehnga
koi mol chuka nahin sakta
mera husn bada hai mehnga

sar se chunar sarka de
lehnga ek baar ghuma de
jo mangegi hum denge
aankhon se jaam pila de

kaanon ki yeh baali doongi
honton ki yeh laali doongi
gaalon ki jawaani doongi
koi to nishaani doongi

parda utha, zara parda utha
mehfil mein aaye sab ko maza
parda utha de zara parda utha
jalwa dikha de zara jalwa dikha

gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
baheke hue armaanon ko
mehboob sambhal jaane de
jalwa tujhe dikh laaoongi
kuch raat to thal jaane de

tadpa na humko aise
baahon mein zara bharne de
denge tujhko nazraana
jo dil chaahe karne de

thoda tadpaaoongi main
thoda tarsaaoongi main
sej pe chhaaoongi main
pyaas bujhaaoongi main